|
Masala Shayari Mat pee sharab galib masjid mein baith kar Mat pee sharab galib masjid mein baith kar Ek hi botal hai, kahin khuda na mang le *******
Dharti, taarey, pahaad, pathar Dharti, taarey, pahaad, pathar.... Ekhathar, bahathar, chauhathar ! ( No questions on what happened to trihathar please ) *******
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain.... JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!! *******
mujhe phir wahi yaad aane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hai mujhe kyon infinite loop me dal rahe hai?? *******
Tum har raat mere khwabon mein aao, Tum har raat mujhe yuunhi satao, Melody khao khud jaan jao........ *******
Maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya Maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal diye *******
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai .. ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai?? *******
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye, iodex maliye kaam pe chaliye *******
Door se dekha to kuchh dikha nahi...... Dooor se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi..... Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi *******
Door se dekha to Patthhar dikhta tha..... Dooor se dekha.. to Patthharr dikhtaa thaa...... Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa...... *******
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Dharti so rahi hai,Aasman so raha hai Nonsense! yeh sab kya ho raha hai? *******
Aasmaan mein ud raha hai kabootar Aasmaan mein ud raha hai kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter *******
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita *******
Main hu yahan, tu hai wahan Main hu yahan, tu hai wahan Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan *******
|